Thursday, November 30, 2023

Talaq Ka Masla


sawal yah hay kah kia aik baar mein teen bar talaq kah denay say talaq ho jati hay kah nahi? is baray mein ulama ki mukhtalif aara hein. aik maktab e fikar kay nazdeek aik baar mein teen bar talaq kah denay say talaq ho jati hay. jab kah dusray maktab e fikar kay nazdeek aik baar mein teen baar talaq kah denay say sirf aik talaq waqey hoti hay.

dono makatibe fikar kay paas apni ray kay liye sahi ahadith aur waqiyat mojud hein. aap chahein tow apni marzi say kisi ko bhi follow kar saktay hein. lekin yaad rakhein talaq aik intihai bura kaam hay. yah jaiz kamo mein say Allah kay nazdeek sab say bura kaam hay. talaq denay say zameen o aasman hil jatay hein jisay insano aur jino kay ilawa sab makhlooq mahsoos karti hay.

is liye kishosh karen kah talaq na hi deni paray. aur husband wife disputes solve ho jaein. lekin agar intihai soorat ho jay aur kisi tarha rishta banta huwa nazar na aata ho aur mian bhi hat dharmi par utra huwa ho aur talaq denay par bhi razi na ho tou phir majburi ban jaati hay. is kay liye aisay amliyat o taweezat mojus hein kah khawand khud majboor ho kar talaq day deta hay.

agar aap bhi kisi aisi situation ka shikar hein jis mein khawand ziyadti karta hay, maar peet karta hay aur talaq denay par bhi razamand nahi hay tow aaj hi Sayyed Ali Qasim Bukhari sahab say rabta kijie aur apnay maslay ka bahtareen hal hasil kijiye.



No comments:

Post a Comment

Manpasand Shadi

pasand ki shadi karna na tow koi juram hay aur na hi gunah. jee han agar aap kisi ko dil o jaan say chahtay hein aur us ko apna life partner...