Thursday, November 30, 2023

Husband Wife Relationship Problem


mian bivi kay jhagray hamaray muashray mein barhtay ja rahay  hein. sharu larkay aur larki ki shadi bohat dhoom dhaam say hoti hay aur sab khandan walay bhi bohat khush hotay hein. phir ahista ahista aik dusray kay saath nok jhok sharu hoti hay jo barhtay barhtay nakabil e bardasht ho jati hay. akhir kaar baat talaq par pohanch jati hay.

mian bivi kay jhagro ki kai wajuhat ho sakti hein jin mein say chand  aik darj zel hein.

1- saas bahu kay jhagray

2- gher shadi shuda ya talaq yafta ya bewa nand

3- mian ki kam amdan

4- mian bivi mein kisi teesray banday ki mudakhilat

5- khawand kay extra marital affairs

6- Bivi kay extra marital affairs

7- mian bivi ka aik dusray par trust na karna

8- be oladi

yah chand baray maslay hein jin ki wajha say ghar ujartay hein. agar in ko solve kar lia jay tow bohat say ghar ujarnay say bach saktay hein. misal kay tor par agar bivi ko alag ghar lay kar day dia jay ya karay par alag shift kar diya jay to 1 aur 2 maslay hal ho jaein gy. isi tarha agar mian overtime karay ya bivi mian kay sath aamdan mein hath batay tow masla number 3 hal ho jay ga. apnay ghar mein kisi teesray banday ko mudakhilat na karnay dein tow masla number 4 hal ho jay ga. 

Extra marital affairs chor dein masla 5 aur 6 hal ho jay ga. mian aur bivi apna ilaj karwaein tow masla number 8 hal ho jay ga.

mazeed rahnumai kay liye neechay diye gy number par Sayyed Ali Qasim Bukhari Sahab say rabta karen.



No comments:

Post a Comment

Manpasand Shadi

pasand ki shadi karna na tow koi juram hay aur na hi gunah. jee han agar aap kisi ko dil o jaan say chahtay hein aur us ko apna life partner...