Thursday, November 30, 2023

Manpasand Shadi

pasand ki shadi karna na tow koi juram hay aur na hi gunah. jee han agar aap kisi ko dil o jaan say chahtay hein aur us ko apna life partner banana chahtay hein tow yah gunah nahi balkah sawab ka kaam hay. kio kah shadi karna hamaray piyaray nabi (PBUH) ki sunnat hay.

lekin masla kahan par khara hota hay jab baat shadi tk pohanchti hay. jab larkay aur larki kay ghar walo pata chalta hay tow aik tofan khara ho jata hay. Hamari society mein love marriage ko qabool nahi kia jata. wajha chahay kuch bhi ho. phir lover larka aur larki bohat mushkil zidagi guzartay hein.

agar lovers shadi kar lein tow khandan walay ghar say nikal detay hein, aur agar shadi na karen tow sari zindagi aik dusray ki judai mein taraptay rahtay hein.

is ka hal Sayyed Ali Qasim Bukhari nay nikala hay. wo kahtay hein kah mein aisa amal parhai kar kay dun ga kah larki kay ghar walay khud hi razi ho jaein gy. aur agar larkay kay ghar walo ka masla hay to un par amal parhu ga wo razi ho jaein gy. tow dair kis baat ki hay neechay diye gy number par rabta karen aur muft mashwara hasil karen.



Talaq Ka Masla


sawal yah hay kah kia aik baar mein teen bar talaq kah denay say talaq ho jati hay kah nahi? is baray mein ulama ki mukhtalif aara hein. aik maktab e fikar kay nazdeek aik baar mein teen bar talaq kah denay say talaq ho jati hay. jab kah dusray maktab e fikar kay nazdeek aik baar mein teen baar talaq kah denay say sirf aik talaq waqey hoti hay.

dono makatibe fikar kay paas apni ray kay liye sahi ahadith aur waqiyat mojud hein. aap chahein tow apni marzi say kisi ko bhi follow kar saktay hein. lekin yaad rakhein talaq aik intihai bura kaam hay. yah jaiz kamo mein say Allah kay nazdeek sab say bura kaam hay. talaq denay say zameen o aasman hil jatay hein jisay insano aur jino kay ilawa sab makhlooq mahsoos karti hay.

is liye kishosh karen kah talaq na hi deni paray. aur husband wife disputes solve ho jaein. lekin agar intihai soorat ho jay aur kisi tarha rishta banta huwa nazar na aata ho aur mian bhi hat dharmi par utra huwa ho aur talaq denay par bhi razi na ho tou phir majburi ban jaati hay. is kay liye aisay amliyat o taweezat mojus hein kah khawand khud majboor ho kar talaq day deta hay.

agar aap bhi kisi aisi situation ka shikar hein jis mein khawand ziyadti karta hay, maar peet karta hay aur talaq denay par bhi razamand nahi hay tow aaj hi Sayyed Ali Qasim Bukhari sahab say rabta kijie aur apnay maslay ka bahtareen hal hasil kijiye.



Get Ex Love Back

Piyar karna koi jurram (crime) nahi hay agar piyar sachay dil say kia jay. aksar larkay aur larkiyan nojawani mein hi kisi na kisi ko dil day bethtay hein. lekin kia karen kah aap kisi ko itni shiddat say chahtay hon aur samnay wala aap say piyar na karta ho. yah bohat takleef denay wali soorat haal hoti hay.

aur baaz martaba yah bhi hota hay kah aap kisi ko chahtay hein wo bhi aap ko chahta hay lekin kisi ghalat fehmi ki wajha say aap dono bichar jatay hein. ab aap chahtay hein kah wohi purana piyar aap ki zindagi mein wapis aa jay. tow aisa kaisay mumkin hay.

jee han yah mumkin hay. Allah kay kalam mein bohat takat hay. yah pani ka rukh mor deta hay, paharo ko zarra zarra kar sakta hay, pathro mein surakh kar sakta hay. aap ka mahboob chahay saat sumundar paar hi kion na chala gaya ho wo khud aap say rabta karay ga.

aap ka purana piyar na sirf aap ki aindagi mein wapis lot aaye ga balkah us mein pahlay say bhi zayada shiddat ho gi. sirf azmaish sharat hay. aik baar aazma kar dekhein aap sari zindagi duaen dein gy.

Mazeed maloomat kay liye neechay diye gy number par Sayyed Ali Qasim Bukhari Sahab say rabta karin aur muft rahnumai hasil karen.



Kala Jadu Ka Tor

kala jadu barhaq hay aur karnay aur karwanay wala gunahgar hay. lekin yaqeen kijie kala jadu chalta hay aur bohat khatarnak asraat rakhta hay. kalay jadu say zindagiyan barbad ho jati hein. kalay jadu say abad ghar barbad ho jatay hein.

aap dekhein agar aap kay kamon mein baar baar rukawat aa rahi hay, ya aap bemar rahtay hein, ya aap par har waqat susti tari rahti hay, ya aap ko bohat zayada neend aati hay, ya aap ko baar baar nokri say nikala jata hay, ya kisi kaam mein dil nahi lagta, parhai nahi ho pati, tow aap ko check karwana chahiye kahin kisi nay aap par kala jadu tow nahi kia huwa hay.

agar ooper di gai alamat mein say koi alamat aap mein mojud hay tow koshish kar kay har waqat wazu mein rahein. aur char qul subha o sham parhein. awwal aakhir darud sharif parhein. mazeed maloomat kay liye neechay diye gy number par Syed Ali Qasim Bukhari sahab say rabta karen.



Husband Wife Relationship Problem


mian bivi kay jhagray hamaray muashray mein barhtay ja rahay  hein. sharu larkay aur larki ki shadi bohat dhoom dhaam say hoti hay aur sab khandan walay bhi bohat khush hotay hein. phir ahista ahista aik dusray kay saath nok jhok sharu hoti hay jo barhtay barhtay nakabil e bardasht ho jati hay. akhir kaar baat talaq par pohanch jati hay.

mian bivi kay jhagro ki kai wajuhat ho sakti hein jin mein say chand  aik darj zel hein.

1- saas bahu kay jhagray

2- gher shadi shuda ya talaq yafta ya bewa nand

3- mian ki kam amdan

4- mian bivi mein kisi teesray banday ki mudakhilat

5- khawand kay extra marital affairs

6- Bivi kay extra marital affairs

7- mian bivi ka aik dusray par trust na karna

8- be oladi

yah chand baray maslay hein jin ki wajha say ghar ujartay hein. agar in ko solve kar lia jay tow bohat say ghar ujarnay say bach saktay hein. misal kay tor par agar bivi ko alag ghar lay kar day dia jay ya karay par alag shift kar diya jay to 1 aur 2 maslay hal ho jaein gy. isi tarha agar mian overtime karay ya bivi mian kay sath aamdan mein hath batay tow masla number 3 hal ho jay ga. apnay ghar mein kisi teesray banday ko mudakhilat na karnay dein tow masla number 4 hal ho jay ga. 

Extra marital affairs chor dein masla 5 aur 6 hal ho jay ga. mian aur bivi apna ilaj karwaein tow masla number 8 hal ho jay ga.

mazeed rahnumai kay liye neechay diye gy number par Sayyed Ali Qasim Bukhari Sahab say rabta karen.



Manpasand Shadi

pasand ki shadi karna na tow koi juram hay aur na hi gunah. jee han agar aap kisi ko dil o jaan say chahtay hein aur us ko apna life partner...